ﮨﻢ ﻧﺎﺯﮎ ﻧﺎﺯﮎ___________ﺩﻝ ﻭﺍﻟﮯ
ﺑﺲ ﺍﯾﺴﮯ ﮨﯽ ﺗﻮ________ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﮨﻨﺴﺘﮯ ﮨﯿﮟ___ﮐﺒﮭﯽ ﺭﻭﺗﮯ ﮨﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ ﺧﻮﺍﺏ___ﭘﺮﻭﺗﮯ ﮨﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﻣﺤﻔﻞ ﻣﺤﻔﻞ____ﭘﮭﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﺫﺍﺕ ﻣﯿﮟ ﺗﻨﮩﺎ_____ﺭﮨﺘﮯ ﮨﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﭼﭗ ﮐﯽ ﻣﮩﺮ____ﺳﺠﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﮔﯿﺖ ﻟﺒﻮﮞ ﭘﺮ______ﻻﺗﮯ ﮨﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﺳﺐ ﮐﺎ ﺩﻝ______ﺑﮩﻼﺗﮯ ﮨﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﺧﻮﺩ ﻣﯿﮟ ﺗﻨﮩﺎ_____ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ

ﮐﺒﮭﯽ ﺷﺐ ﺑﮭﺮ ﺟﺎﮔﮯ____ﺭﮨﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﻟﻤﺒﯽ ﺗﺎﻥ ﮐﮯ_____ﺳﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ

ﮨﻢ ﻧﺎﺯﮎ ﻧﺎﺯﮎ__________ﺩﻝ ﻭﺍﻟﮯ
ﺑﺲ ﺍﯾﺴﮯ ﮨﯽ ﺗﻮ_______ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ




Hum Nazuk Nazuk Dil Wale Bus Aise Hi To Hote Hain
Kabi Hanste Hain Kabi Rote Hain Kabi Dil Mai Khuwab Pirotey Hain
Kabi Mehfil Mehfil Phirtey Hian, Kabi Zaat Mai Tanha Hote Hain

Kabi Chup Ki Mohrr Lagate Hain, Kabi Geet Labon Per Latey Hian
Kabi Sab Ka Dil Behlatey Hain, Kabi Khood Mai Tanha Hote Hain

Kabi Shab-Bhar Jagte Rehte Hain, Kabi Lambi Taan Ker Sotey Hain
Hum Nazuk Nazuk Dil Wale Bus Aise Hi To Hote Hain
Kabi Hanste Hain Kabi Rote Hain Kabi Dil Mai Khuwab Pirotey Hain
Share To:

Shafique Khokhar

Post A Comment: