Heart Touching Urdu Ghazal | Parveen Shakir Ghazal | Sad Ghazal Shayari | Urdu Poetry | SK Writes
اس سے ملنا ہی نہیں دل میں تہیہ کر لیں
وہ خود آئے تو بہت سرد رویہ کر لیں
ایک ہی بار یہ گھر راکھ ہو، جاں تو چھوٹے
آگ کم ہے تو ہوا اور مہیا کر لیں
کیا ضمانت ہے کہ وہ چاند اتر آئے گا
تارِ مژگاں کو اگر عقدِ ثریا کر لیں
سانس اکھڑ جاتا ہے اب وقت کی ہم گامی میں
جی میں آتا ہے کہ ہم پاؤں کو پہیّہ کر لیں
کوئی پوچھے کہ زباں کیا ہے تری تو پروین
وقت ایسا ہے کہ بہتر ہے تقیّہ کر لیں
(پروین شاکر)
Us Se Milna Hi Nahi Dil Mein Tahayya Kar Lain
Wo Khud Aaye To Bohut Sard Ravayya Kar Lain
Aik Hi Bar Ye Ghar Raakh Ho, Jaan To Chhoote
Aag Kam Hai To Hawa Aur Muhayya Kar Lain
Kya Zamanat ke Wo Chand Utar Aaye Ga
Taar-E-Mzgaan Ko Agr Aqad-E-Surayya Kar Lain
Saans Ukhrr Jata Hai Ab waqat Ki Hum Kalami Mein
Jee Mein Aata Hai Ke Hum Paon Ko Pahayya Kar Lain
Koi Puche Ke Zubaan Kia Hai Teri To PARVEEN.
Waqt Aysa Hai K Behtar Hai K Taqeea Kar Lain
Post A Comment:
0 comments so far,add yours