Ki Muhammad Se Wafa ( Urdu poetry ) | Allama Iqbal | Urdu sad Poetry | Iqbal Shayari | Sad Poetry


10
عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں
نظر آتی ہے ان کو اپنی منزل آسمانوں میں
Uqabi rooh jab bedar hoti ha jawano ma
Nazar aati ha un ko apni manzil asmano ma

9
دیار عشقِ میں اپنا مقام پیدا کر
نیا زمانہ نئی صبح وشام پیدا کر
Diyar e Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar
Naya Zamana, Nayey Subha-o-Shaam Paida Kar

8
ہیں لوگ وہی جہاں میں اچھے
آتے ہیں جو کام دوسروں کے
Hain Log Wohi Jahan Mein Ache
Aate Hain Jo Kaam Dusron Ke

7
سبق پھر پڑھ صداقت کا عدالت کا شجاعت کا
لیا جائے گا تجھ سے کام دنیا کی امامت کا
Sabaq Phir Parh Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shujaat Ka
Liya Jaye Ga Tujh Se Kaam Dunya Ki Imamat Ka

6
ایک ہو مسلم حرم کی پاسبانی کے لیے
نیل کے ساحل سے لے کر تابخاک کاشغر
Aik Hon Muslim Haram Ki Pasbani Ke Liye
Neel Ke Sahil Se Le Kar Ta Bakhak-e-Kashghar

5
افراد کے ہاتھوں میں ہے اقوام کی تقدیر
ہر فرد ہے ملت کے مقدر کا ستارہ
Afrad K Hathon Main Hai Aqwam Ki Taqdeer
Hr Fard Hay Milat Ky Muqdar Ka Sitara
4
ہوں تو سید بھی ہو مرزا بھی ہو افغان بھی ہو
تم سبھی کچھ ہو بتاؤ تو مسلمان بھی ہو
Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho
Tum Sabhi Kuch Ho, Btao To Musalman Bhi Ho

3
کوئی قابل ہو تو ہم شان کئی دیتے ہیں
ڈھونڈنے والوں کو دنیا بھی نئی دیتے ہیں
Koi Qabil Ho Tau Hum Shan-e-Kai Dete Hain
Dhoondne Walon Ko Dunya Bhi Nai Dete Hain

2
  خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
  خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے
Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Pehly
Khuda Bandy Se Khud Puchy Bata Teri Raza Kiya He

 1
کی محمد سے وفا تو نے تو ہم تیرے ہیں
یہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہیں 
Ki Muhammad (SAW) Se Wafa Tu Ne To Hum Tery Hein
Yeh Jahaan Chez Hai Kiya Looh o Qalam Hum Tery Hein

Ki Muhammad Se Wafa ( Urdu poetry ) | Allama Iqbal | Urdu sad Poetry | Iqbal Shayari | Sad Poetry


Share To:

Shafique Khokhar

Post A Comment:

0 comments so far,add yours