Aks e khushboo Parveen Shakir ( Urdu Poetry )| Parveen Shakir | Urdu Sad Poetry | Sad Poem | Shayari


عکس خوشبو ہوں بکھرنے سے نہ روکے کوئی
اور بکھر جاؤں تو مجھ کو نہ سمیٹے کوئی

کانپ اٹھتی ہوں میں یہ سوچ کے تنہائی میں
میرے چہرے پہ ترا نام نہ پڑھ لے کوئی

جس طرح خواب مرے ہو گئے ریزہ ریزہ
اس طرح سے نہ کبھی ٹوٹ کے بکھرے کوئی

میں تو اس دن سے ہراساں ہوں کہ جب حکم ملے
خشک پھولوں کو کتابوں میں نہ رکھے کوئی

اب تو اس راہ سے وہ شخص گزرتا بھی نہیں
اب کس امید پہ دروازے سے جھانکے کوئی

کوئی آہٹ کوئی آواز کوئی چاپ نہیں
دل کی گلیاں بڑی سنسان ہیں آئے کوئی

پروین شاکر

Aks-E-Khushboo Hoon Bikharne Se Na Roke Koi
Aur Bikhar Jaaun To Mujhe Na Samete Koi

Kaanp Uthti Hoon Main Iss Tanhaai Mein
Mere Chehre Pe Tera Naam Na Padh Le Koi

Jis Tarah Khwaab Mere Ho Gaye Reza-Reza
Is Tarah Se Na Kabhi Toot Ke Bikhre Koi

Main To Us Din Se Harasaan Hoon Ke Jab Hukm Mile
Khushk Phoolon Ko Kitabon Mein Na Rakhe Koi

Ab To Is Raah Se Wo Shakhs Guzarta Bhi Nahin
Ab Kis Ummeed Se Darwaaze Se Jaahnke Koi

Koi Aawaaz,Koi Aahaat,Koi Chaap Nahin
Dil Ki Galyaan Badi Sunsaan Hain Aaye Koi

parveen shakir,parveen shakir poetry,parveen shakir ghazal,parveen shakir poetry in urdu,parveen shakir mushaira,urdu shayari,urdu shayari sad,poetry in urdu,sad poetry,sad shayari,shayari,urdu poetry,sad urdu poetry,sad poetry in urdu,parveen shakir shayari,parveen shakir sad poetry,parveen shakir ki shayari,parveen shakir best poetry,parveen shakir urdu poetry,parveen shakir sad shayari,poetry,tarash kar mere bazu,ghazal,urdu ghazal,sad ghazal,shayar


Share To:

Shafique Khokhar

Post A Comment:

0 comments so far,add yours