Ashk Aankhon Mein Chhupatay Howay Thak Jata Hun In Urdu
اشک آنکھوں میں چُھپاتے ہُوئے تھک جاتا ہُوں
بوجھ پانی کا اُٹھاتے ہُوئے تھک جاتا ہُوں
پاؤں رکھتے ہیں جو مجھ پر اُنھیں احساس نہیں
میں نِشانات مِٹاتے ہوئے تھک جاتا ہُوں
برف ایسی کہ پگھلتی نہیں پانی بن کر
پیاس ایسی کہ بُجھاتے ہُوئے تھک جاتا ہُوں
اچھی لگتی نہیں اِس درجہ شناسائی بھی
ہاتھ ہاتھوں سے مِلاتے ہُوئے تھک جاتا ہُوں
غم گُساری بھی عجب کارِ محبّت ہے کہ میں
رونے والوں کو ہنساتے ہُوئے تھک جاتا ہُوں
اتنی قبریں نہ بناؤ مِرے اندر مُحسن
میں چراغوں کو جلاتے ہُوئے تھک جاتا ہُوں
محسن نقوی
Bojh Paani Ka Uthaatay Howay Thak Jaata Hun
Paon Rakhtay Hain Jo Mujh Per Unhain Ehsaas Nahi
Mein Nishaanaat Mitaatay Howay Thak Jaata Hun
Barf Aisi Ke Pighalti Nahi Paani Ban Kar
Pyaas Aisi Ke Bujhaatay Howay Thak Jaata Hun
Achi Lagti Nahi Is Darja Shanasaayi
Haath Haathon Se Milaatay Howay Thak Jaata Hun
Gham Gusaari Bhi Ajab Kaar-e-Mohabbat Hai Ke Mein
Ronay Waalon Ko Hansaatay Howay Thak Jaata Hun
Itni Qabrain Na Banao Mere Andar Mohsin
Mein Charaaghon Ko Jalaatay Howay Thak Jaata Hun
Ashk Aankhon Mein Chhupatay Howay Thak Jata Hun In English
Ashk Aankhon Mein Chhupatay Howay Thak Jata HunBojh Paani Ka Uthaatay Howay Thak Jaata Hun
Paon Rakhtay Hain Jo Mujh Per Unhain Ehsaas Nahi
Mein Nishaanaat Mitaatay Howay Thak Jaata Hun
Barf Aisi Ke Pighalti Nahi Paani Ban Kar
Pyaas Aisi Ke Bujhaatay Howay Thak Jaata Hun
Achi Lagti Nahi Is Darja Shanasaayi
Haath Haathon Se Milaatay Howay Thak Jaata Hun
Gham Gusaari Bhi Ajab Kaar-e-Mohabbat Hai Ke Mein
Ronay Waalon Ko Hansaatay Howay Thak Jaata Hun
Itni Qabrain Na Banao Mere Andar Mohsin
Mein Charaaghon Ko Jalaatay Howay Thak Jaata Hun
Post A Comment: