Woh Mujy Aksr Ghum-e-Hijar ky Qissy Sunaya krta tha Full Urdu Poem By RJ Shafique Khokhar, www.akhrish.com





Woh Mujy Aksr Ghum-e-Hijar ky Qissy Sunaya krta tha.
Khud to Rota tha Sath Mujy Bhi Rulaya karta tha.

Ka'ain Bar Meny Koshish ki ussy Apna Banany ki.
Lekin Har Baar hi mujhy woh thukraya karta tha.

Sirf Tumhari yadoon ka hi to Izafa hua hai.
Pehle bhi to Main khamosh zindagi Bit'taya karta tha.

Usky Jany sy Meri Dil ki Dhrknoon main khalaL to pra hai.
Magar woh Shaks Hmesha sy Meri Jaan Kehlaya karta tha.

Suno Tumhra Nhi hai Usky bary main Itna Mat Socho.
Yahi Batain AkeLy main, Mainn Khud ko Samjhaya karta tha.
.
Usko Agr Jana hi tha to Chala Jata Main Rokta Na ussy.
Tumhara hun sirf Tumhara
yeh keh kar Q Behlaya karta tha..??
.-._.-.
'-._♥ KaaSh YoØn Høta ...!




Share To:

Shafique Khokhar

Post A Comment: