Aankhain Bheeg Jati Ha | Syed Wasi Shah Poetry | Urdu Poetry Sad | SK Writes
سمندر میں اترتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تری آنکھوں کو پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تمہارا نام لکھنے کی اجازت چھن گئی جب سے
کوئی بھی لفظ لکھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تری یادوں کی خوشبو کھڑکیوں میں رقص کرتی ہے
ترے غم میں سلگتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
نہ جانے ہو گیا ہوں اس قدر حساس میں کب سے
کسی سے بات کرتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
میں سارا دن بہت مصروف رہتا ہوں مگر جونہی
قدم چوکھٹ پہ رکھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
ہر اک مفلس کے ماتھے پر الم کی داستانیں ہیں
کوئی چہرہ بھی پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
بڑے لوگوں کے اونچے بدنما اور سرد محلوں کو
غریب آنکھوں سے تکتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
ترے کوچے سے اب میرا تعلق واجبی سا ہے
مگر جب بھی گزرتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
ہزاروں موسموں کی حکمرانی ہے مرے دل پر
وصیؔ میں جب بھی ہنستا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
Samandar main utarta hoon to aankhain bheeg jaati hain
Teri aankhon ko parhtaa hoon to aankhain bheeg jaati hain
Tumhara naam likhnay ki ijaazat chhen gaee jab say
Koi bhi lafz likhta hoon to aankhain bheeg jaati hain
Teri yaadon ki khushboo khirdkyo'n main raqs karti hai
Tere gham main sulagta hoon to aankhain bheeg jaati hain
Main has k jhail letaa hoon judaee ki sabhi rasmein
Gale jab us k lagta hoon to ankhein bheeg jaati hain
Na jaane ho-gayaa hoon is qadar hassaas main kub say
kisi say baat kartaa hoon to ankhein bheeg jaati hain
Wo sab guzre hue lamhaat mujhko yaad aatay hain
Tumhare khat jo parhtaa hun tu aankhen bheeg jati hain
Main saaraa din bohot musroof rehtaa hoon magar ju'nhii
Qadam chokhat pe rakhta hoon to aankhein bheeg jaati hain
Har ek muflis k maathay par alam ki daastaanain hain
Koi chehra bhi parhtaa hoon to ankhein bheeg jaati hain
Barde logon k oo'nchay badnuma or sard mehlo'n ko
Gareeb aankhon se takta hun tu aankhen bheeg jati hain
Tere koochay se ab mera ta'alluq waajbi sa hai
Magar jb b guzarta hun tu aankhen bheeg jati hain
Hazaaron mausumon ki hukmaraani hai mere dil per
Wasi main jab bhi hasta hoon to ankhein bheeg jaati hain.
Samandar ma utarta ho tu ankhain bheeg jate ha full poem
New Best Urdu Poetry | Wasi Shah Poetry | Saqi Poetry | Mirza Galib Poetry | Faiz Ahmad Faiz | Hafiz Jalandhri |
Sad Poetry In Urdu
Sad Poetry in urdu brokenheart
Poetry In Urdu 2017
Sad Poetry In Urdu 2017
Heart Touching Poetry In Urdu 2017
SAD urdu Poetry In Urdu 2017
Urdu Sad Poetry In Urdu 2017
Romantic poetry In urdu 2017
Girls Poetry In Urdu 2017
Love Poetry In Urdu 2018
Poetry In Urdu 2018
Sad Poetry In Urdu 2018
Heart Touching Poetry In Urdu 2018
SAD urdu Poetry In Urdu 2018
Urdu Sad Poetry In Urdu 2018
Romantic poetry In urdu 2018
Girls Poetry In Urdu 2018
Love Poetry In Urdu 2018
Heart Touching Poetry In Urdu
SAD urdu Poetry In Urdu
Urdu Sad Poetry In Urdu
Romantic poetry In urdu
Girls Poetry In Urdu
Love Poetry In Urdu
Poetry In Urdu
Sad Poetry In Urdu
Heart Touching Poetry In Urdu
SAD urdu Poetry
Urdu Sad Poetry
Romantic poetry In urdu
Girls Poetry In Urdu
Love Poetry In Urdu
Poetry In Urdu New
Sad Poetry In Urdu New
Heart Touching Poetry In Urdu New
SAD urdu Poetry In Urdu New
Urdu Sad Poetry In Urdu New
Romantic poetry In urdu New
Girls Poetry In Urdu New
Love Poetry In Urdu New
Poetry In Urdu 2016
Sad Poetry In Urdu 2016
Heart Touching Poetry In Urdu 2016
SAD urdu Poetry In Urdu 2016
Urdu Sad Poetry In Urdu 2016
Romantic poetry In urdu 2016
Girls Poetry In Urdu 2016
Love Poetry In Urdu 2016
Galib Nazam
Sagar Nazam
Sahil Nazam
saqi Nazam
Tanha Nazam
Udass Nazam
Gamgeen Nazam
Parveen Shakar Nazam
Wassi Shah Ghazal In Urdu
Aatif Saeed Ghazal In Urdu
Faiz Ahmad Faiz Ghazal In Urdu
Zia Anjum Ghazal In Urdu
Maan Munsab Ghazal In Urdu
Faraz Ghazal In Urdu
Ahmad Ghazal Poetry In Urdu
Galib Ghazal In Urdu
Sagar Ghazal In Urdu
Sahil Ghazal In Urdu
saqi Ghazal in Urdu
Tanha Ghazal In Urdu
Udass Ghazal In Urdu
Gamgeen Ghazal In Urdu
Parveen Shakar Ghazal In Urdu
Radio Pakistan Ghazal In Urdu
Rj Ghazal In Urdu
Fm Ghazal In Urdu
All Poetry In Urdu
December Poetry in urdu
January poetry In urdu
November Poetry In urdu
Wassi Shah Poetry
Poetry In Urdu
Sad Poetry In Urdu
Heart Touching Poetry In Urdu
SAD urdu Poetry In Urdu
Urdu Sad Poetry In Urdu
Romantic poetry In urdu
Girls Poetry In Urdu
Love Poetry In Urdu
Poetry In Urdu
Sad Poetry In Urdu
Heart Touching Poetry In Urdu
SAD urdu Poetry
Urdu Sad Poetry
Romantic poetry In urdu
Girls Poetry In Urdu
Love Poetry In Urdu
Poetry In Urdu New
Sad Poetry In Urdu New
Heart Touching Poetry In Urdu New
SAD urdu Poetry In Urdu New
Urdu Sad Poetry In Urdu New
Romantic poetry In urdu New
Girls Poetry In Urdu New
Love Poetry In Urdu New
Wassi Shah Poetry
Aatif Saeed Poetry
Faiz Ahmad Faiz
Wo Nahi mera magar,
wo nahi mera magar,
usse mohabbat hai to hai,
wo nahi mera magar,
usse mohabbat hai to hai,
ye agar rasmo rivajo se bagaavat hai to hai,
wo nahi mera magar,
usse mohabbat hai to hai…
sach ko maine, sach kaha,
jab keh diya to keh diya…
sach ko maine sach kaha,
jab keh diya to keh diya,
ab zamaane ki nazar mein,
ye himaakat hai to hai,
wo nahi mera magar,
usse mohabbat hai to hai…
dost bankar, dushmano sa
wo satata hai mujhe…
dost bankar, dushmano sa
wo satata hai mujhe,
fir bhi us zalim pe marna
apni fitrat hai to hai,
wo nahi mera magar,
usse mohabbat hai to hai…
kab kaha, maine ke wo
mil jaye mujhko, main use…
kab kaha, maine ke wo
mil jaye mujhko, main use,
gaer na ho jaye wo,
bas itni hasrat hai to hai,
wo nahi mera magar,
usse mohabbat hai to hai,
ye agar rasmo rivajo se bagaavat hai to hai,
wo nahi mera magar,
usse mohabbat hai to hai…
Poetry In Voice
Urdu Poetry in voice
sad urdu poetry in male voice
Voice Of RJ Shafique Khokhar
Post A Comment: