Ay Maa!
Ye kamyabian, izzat ye naam
 tum se hai,
Khuda ne jo bi diya hain maqam 
tum se hai.

Tumhare dam se hain mere laho 
main khilte gulab,
Mere wajood ka sara nizam 
tum se hai.

Kahan bisat-e-jahan aur main 
kamsin-o-nadan,
Ye mere jeet ka sab aihtemam 
tum se hai.

Jahan jahan hain meri dushmani 
sabab main hoon,
Jahan jahan hai mera aehteram 
tum se hai.


Ye kamyabian, izzat ye naam 
tum se hai,




Khuda ne jo bi diya hain maqam 
tum se hai.

Ay Maa!


Khuda ne jo bi diya hain maqam tum se hai.

Urdu Poem For Mother


Share To:

Shafique Khokhar

Post A Comment: